Tuesday, February 1, 2011

ab es hadd....

Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe,
Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.....


is hasin qaid se riha hone ko ji nhi chahta,
kambakhat bahar to tanha hi bhatkna hai

qaid me rhna hi behtar hai km se km yahan in zaalim duniya walo se dhoka milne ka darr to na hai.....

No comments:

Post a Comment